Dhara 376 kya hoti hain janiyen

Hello, Doston,

Aaj hum IPC ki dhara 376 par baat karne waale hain. Doston aap ko bta de sabse pahle ki dhara 376 kya hoti hain .

doston jab bhi koi vyakti kisi mahila ke saath jabardashti sambandh banata hain ya uska rape karta hain tab section 376 ipc ke tahat us vyakti par mukadma chalaya jaata hain .

doston is dhara ipc 376 mein km se km 7 saal ki sja or adhiktak 10 saal ki sja ka prabdhaan hain.

Reference: https://funcool.in/ipc-section-376-in-hindi/

Comments